paragraph on' pradooshan ki samasya aur samadhan'
Answers
Answered by
24
Pradooshan arthat dooshit vaatavaran . aaj yadi hum avlokan kare to payege ki hamara paryavaran poori tharha se pradooshit hai kyunki prakritik santulan bighar chuka hai. mukhya roop se teen prakar ke pradooshan mane jaate hai- vayu pradooshan, jaal pradooshan b dhawni pradooshan. aaj dinodin samaaj aadhunikran ki aur barta jaa raha hai jisse audho gikaran niratar barte jaa rahee hai.nai-nai factoryio, kaarkhane b navin upkaran niranter barte jaa rahe hai jisse vatavaran me dhua aur villasi gas bhi bar rahi hai jo vayu ko pradooshit karti hai.aise mein saans lene hetu sudh vayu manushya nahi mil paati. maakan b factorio ke hetu perho ko katha jata hain jisse oxygen ki matra kam hoti jaa rahi hai. jaal pradooshan isliye baar raha hai kyunki nadi, naalo, nehro,aadi me log kachra fech dete hain.factorio ka gandha jaal b ghande raasayenic padhart ise jaal me aakar mill jate hain jisse jaal pradooshit ho jata hai isliye uttam fashle ebam paani hetu swach jaal uplabhd nahi hota . dhwani pradooshan me bhi aadhunikiran ka bara haath hai. bari -bari machino ka tej aawaaj karna , loudspeaker ka jor -jor se bajhna b wahwno ka niraantar baarta shor dhawni pradooshan ko barate hi jaa rahe hai. yehi saari samasya hain jo pradooshan ko baraaba deti hai.hume chaiye ki hum in sab ko kam kaarne ka pryaas kare. udhyog- dhandhe barae lakeen unke ghande padhorto hetu bhi inte jaam bhi kare, vaatavaran me aadhik shor na hone de, wahno b mashino ki aawaj ki aur dhawyan de. samayanusaar unki jjanch karwate rahe . haryali ko baraba de. "adhik se adhik perh lagaye pradooshan bhagyae.
Answered by
14
Pradooshan hamare pyare duniya ko dooshit kaarta hai. Us kale kale dhue se hammari saaf hawa kharaab ho jati hai. P raddoshun ko rook sakate hain sirk hamari pyarre ped. Ped us kali dhuin ko istemal kakar hamari lei acchi saaf hawa tayiaar karte hai.
Similar questions
Science,
8 months ago
India Languages,
8 months ago
Math,
8 months ago
Geography,
1 year ago
Biology,
1 year ago