Hindi, asked by samridh2001, 1 year ago

paragraph on swachh bharat swachh vidyalaya in hindi

Answers

Answered by paridh
8
bharat ke nagrik hone ke karan ye hamara farz hai ki hum bharat ko saaf rakhe aur desh se sari gandagi ko nikale...vidyalaya ka matlab hai vidya ka mandir jha se hume vidya prapt hoti hai aur jaha se hume vidya prapt hoti hai hum us mandir ko ganda kaise rkh sakte hai.....to hum jb mandir ko saaf rakh sakte hai to kya hum vidya mandir ko saaf ni rkh skte......to yeh humara farz hai ki hum vidyala ko swach       rkhe.........
Similar questions