Hindi, asked by vihaangautam2010, 10 months ago

paragraph on वर्तमान समय में प्रकृति का बदलता प्रारूप with points-
-प्रकृति की पुकार
-हमारी धरोहर प्रकृति और स्वच्छता
-प्रदूषण रहित वातावरण
-सीख

Answers

Answered by vinitayadav552
2

Answer:

vartaman samey me prakarti Ka roop badalta ja rha h.

Explanation:

prakarti Ka roop Kai karno se badal rha h Jaise manushya prakarti ko bohot nuksan pahucha rhe h. manushya prakarti Ka durupyog Karke prakarti ko nasht Kar rhe h . manushya yeh nhi samajh rha ki prakarti hi usko sabse badi seekh deti h . kyuki prakarti na toh apni cheez Ka khud upyog Karti h na hi dusro ki cheezo Ka. manushya ped kat rha h aor isse use hi samasya jhelni pad rhi h Jaise saas ki bimariya va anya janlewa takleefo Ka samna Karna pad rha h .

pradushan ke Karan mausam me bhi bohot badlav aa rha h jiske karan kisano ki fasal bhi kharab ho rhi h.

isliye hame prakarti ki chinta Kar jyada se jyada ped ugane chahiye jisse hame Kai faede h. ped hmare vatavaran ko shudh karte h aor tazi hawa dete h

Answered by kumarishweta9872
2

paragraph on वर्तमान समय में प्रकृति का बदलता प्रारूप with points- -प्रकृति की पुकार -हमारी धरोहर प्रकृति और स्वच्छता -प्रदूषण रहित वातावरण ... - did not match any documents.

Suggestions:

Make sure that all words are spelled correctly.

  • Try different keywords.

  • Try more general keywords.

  • Try fewer keywords.

HOPE IT'S HELP YOU

Similar questions