Hindi, asked by rubein, 1 year ago

'परशुराम के उपदेश' कविता में देशवासियों को स्वाधीनता के लिए संघर्ष की प्रेरणा दी गई है। आज के संदर्भ में क्या यह कविता प्रासंगिक है? सोदाहरण सिद्ध कीजिए।

Answers

Answered by Anonymous
3
Parshuram ka updesh kavita main yahi btaya gya hai ki humein kisi bhi lakshya up prapt karne ke liye magna karni hoti.Yet kavita aaj ka sandarbh main isiliye upyukt hai kyunki aaj ke yuva kisi bhi baat ko mehetva nhi dete.Chaahe baat desh ki ho ya unke bhavishya ki ho per wo kisi baat per dhyaan nhi dete.Wo kewal mobile per selfie lete hi rehte hain.Unhe desh ki koi fikar nhi hai.Aaj ke yuva ko zyada zimmedaar hone ki zarurat hai.
Similar questions