Hindi, asked by muskan556586, 10 months ago

pardoshan ke baare mein likho​

Answers

Answered by S11
1

Answer:

Pardoshan hai ek esa prani jo har gali mai, ghar ke paas, har ek insan ke jindagi mai pala parta hai.

Yeh vivhinna prajatio mai pae jate hai. Kuch hai galti dhundkar uske bare mai charcha karte hai. Kuch hai apni jindagi ke sukh palo ke bare mai dhindora pithte hai. Aur kuch hai bhagwan ka rup hote hai, Apna swarth na dekkar humari madad karte hai.

Ajke lie itna hi

Dhanya Bad

Similar questions