parekcha ka bhay in hindi
Answers
Answered by
1
Home –› Entertainment –› Poem –›Examination Poem» Examination PoemPriksha ka bhay
Agar karoge roj padhaayi,
priksha ka bhay nahi rahega,
achhe ank sada laaoge,
sabka pyar-dulaar milega.
jeevan-priksha mein bhi tab,
sada safalta tum paaoge,
ghar-parivaar aur samaaj mein,
sachmuch achhe samjhe jaaoge.
roj padhaayi jo na karte,
pariksha use sataati hai,
bhayaawah roop dikha apna,
neend haraam kar jaati hai.
achhe ank nahi aate jab,
mann dukh se bhar jaata hai,
sabki nazaron se girkar,
lajjit hona padta hai.
jeevan-priksha mein bhi tab,
sada wifalata milati hai,
bojhil sa lagata jeevan,
sab kuchh niras dikhata hai.
inn baaton par gaur karo,
jeevan inse sukhad banega,
agar karoge roj padhaayi,
priksha ka bhay nahi rahega.
Poem: Radhelal 'Navchakra'
अगर करोगे रोज पढाई,
परीक्षा का भय नहीं रहेगा,
अच्छे अंक सदा लाओगे,
सबका प्यार-दुलार मिलेगा.
जीवन-परीक्षा में भी तब,
सदा सफलता तुम पाओगे,
घर-परिवार और समाज में,
सचमुच अच्छे समझे जाओगे.
रोज पढाई जो न करते,
परीक्षा उसे सताती है,
भयावह रूप दिखा अपना,
नींद हराम कर जाती है.
अच्छे अंक नहीं आते जब,
मन दुःख से भर जाता है,
सबकी नज़रों से गिरकर,
लज्जित होना पड़ता है.
जीवन -परीक्षा में भी तब,
सदा विफलता मिलाती है,
बोझिल सा लगता जीवन,
सब कुछ नीरस दिखता है.
इन बातों पर गौर करो,
जीवन इनसे सुखद बनेगा,
अगर करोगे रोज पढाई,
परीक्षा का भय नहीं रहेगा.
Agar karoge roj padhaayi,
priksha ka bhay nahi rahega,
achhe ank sada laaoge,
sabka pyar-dulaar milega.
jeevan-priksha mein bhi tab,
sada safalta tum paaoge,
ghar-parivaar aur samaaj mein,
sachmuch achhe samjhe jaaoge.
roj padhaayi jo na karte,
pariksha use sataati hai,
bhayaawah roop dikha apna,
neend haraam kar jaati hai.
achhe ank nahi aate jab,
mann dukh se bhar jaata hai,
sabki nazaron se girkar,
lajjit hona padta hai.
jeevan-priksha mein bhi tab,
sada wifalata milati hai,
bojhil sa lagata jeevan,
sab kuchh niras dikhata hai.
inn baaton par gaur karo,
jeevan inse sukhad banega,
agar karoge roj padhaayi,
priksha ka bhay nahi rahega.
Poem: Radhelal 'Navchakra'
अगर करोगे रोज पढाई,
परीक्षा का भय नहीं रहेगा,
अच्छे अंक सदा लाओगे,
सबका प्यार-दुलार मिलेगा.
जीवन-परीक्षा में भी तब,
सदा सफलता तुम पाओगे,
घर-परिवार और समाज में,
सचमुच अच्छे समझे जाओगे.
रोज पढाई जो न करते,
परीक्षा उसे सताती है,
भयावह रूप दिखा अपना,
नींद हराम कर जाती है.
अच्छे अंक नहीं आते जब,
मन दुःख से भर जाता है,
सबकी नज़रों से गिरकर,
लज्जित होना पड़ता है.
जीवन -परीक्षा में भी तब,
सदा विफलता मिलाती है,
बोझिल सा लगता जीवन,
सब कुछ नीरस दिखता है.
इन बातों पर गौर करो,
जीवन इनसे सुखद बनेगा,
अगर करोगे रोज पढाई,
परीक्षा का भय नहीं रहेगा.
Similar questions
Economy,
8 months ago
Math,
8 months ago
Math,
8 months ago
English,
1 year ago
Business Studies,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago