parshuram ke krodh krne pr ram aur lakshman ki jo pratikriya hui unke adhar pr dono ke swabhav ki vishstaye batae
Answers
Answered by
0
Answer:
Ram or Laxman dono bhaiyo ka swabhav opposite tha.
Explanation:
Jb Ram ke dhanush todne pr parsuram krodhit hue the tb laxman unko hi kehne lge the ki unka dhanush hi purana h but Ram ne unse maafi mangi or kha ki wo (bparsuram ) ek gyani h unpe ye krodh sobha nhi deta h or ye shiv dhanush tut gya isme jarur shiv ji ki icha hogi...
Similar questions