Hindi, asked by chetansinghrajput638, 4 months ago

patang namak kavita ka kendriy bhav apne shabdo me likhiye

Answers

Answered by aanya5661
4

Answer:

hope it helps you. . . . . . . . . . . . . . . . . . . .

Attachments:
Answered by bhartiaastha147
3

Answer:

patang kavita aalok dhanva dvara rachit kavita hai jo bal manovigyaan se prerit hai is kavita ke bhane se kavi ne bal sulabh Ichhao Or balko ki umang ka sundar chitran kiya hai kavi ke anusar bacchon ka apna hi ek alag sansar hota hai jo rang biranga rang birange sapno se bhra hota hai Aasmaan m jo patang udti hai bacche unhi patangon ki uchai ko chhu lena chahte hai ek balak ka man apne us sundar sansar me vichran krta rhta hai is tarah kavi ne prakriti ke pratikon ke madhyam se balman ki bhavnao ko abhivyakt kiya hai or bal sulabh aakanchhaon ka sundar chitran kiya hai

Similar questions