Hindi, asked by debnathsounak07, 10 months ago

'path me kante to honge hi' iss pankti ke madhyam se kavi kya khena chate hai

Answers

Answered by lailaalif2002
3

Explanation:

path mein kaante to honge hi

iss pankti ke madhyam se kavi yeh kehna chate hai

ki koi bhi raasta aasaan nahi hota har ek raasta mushkilon se bhara hota hai.

path mein kanton ka arth hai path mein aane wali mushkilen

har kisi paath mein hume un kanton or un mushkilon se saamna karna padta hai

Similar questions