Hindi, asked by chauhansanjana430, 4 months ago

पद
(1)
ऊधौ, तुम हौ अति बड़भागी।
अपरस रहत सनेह तगा तैं, नाहिन मन अनुरागी।
पुरइनि पात रहत जल भीतर, ता रस देह न दागी।
ज्यौं जल माहँ तेल की गागरि, बूंद न ताकौं लागी।
प्रीति-नदी मैं पाउँ न बोस्यौ, दृष्टि न रूप परागी।
'सूरदास' अबला हम भोरी, गुर चाँटी ज्यौं पागी।।​

Answers

Answered by yashodasonkar
2

Answer:

10 hope it's help you good night

Answered by kwhshjavsjs
9

Answer:

udho tum bade bhagyavan ho

tum us Prem ke dhage se nahi bandhe huai

nahi tumhare man mai koi prem bhav hai

jis tarah kamal ka patta jal ke bhitar rehta hai par phir bhi uspe ek paani ki bund bhi nahi tilti

jis tarah tel ki matki ko yadi paani mai daal diya jaye ton uspe ek bund bhi mnahi therti

tumne kbhi prem ki nadi mai apne paav dubai hai nahi

hai surdas hum to bholi nari hai us ant ki treh jo ek baar gur par chikap gayi to use chodti nahi hai

Similar questions