पदोन्नति में आरक्षणनही होनाचाहिए a 2 minute speech on this
Answers
Answered by
0
Ye Satya baat hai ki Padounnati mai Aarakshan nhi hona chahiye kyuki Agar naukari lagane ke samay Aarakshan ka laabh le liya gya hai to ye anuchit hai ki dubaara wo ki laabh liya jaaye . Noukari mai bharti hone k liye sarkaar ka daayitav banta hai ki sabko avsaar mile phir chaaye wo jaatigat ho yaa aarthik isthaan par ho. mahila ya purursh aur alphsankhayak sab ka dhyaan rakah jaaye . lekin jab baat Padounaati ki aaye ji ko aapke karyakaal k 5 ya 10 saal baad hota hai . tab tak sab ko ek samaan avsaar mil chuka hota hai , khud ko yogyata ki kasoti par . ab agar baar baar aarakshan ka laabh diya jaayega to wo karyalaya aur desh ki gunvakta aur kaaryasamta par sawal khad akregaa . aur ant mai wo sansthaan ghaate mai hi jaaye. Phir ek din sarkaar wo bhech kr privatezation kr dega jaha ek baar phir koi aarakshaan nhi hhota . aat satya baat ye hai ki jab ek baar aarakshaan ka laabh le kar noukaari lag gayi hai to ye daayitav banata hai ki aage hum apne koushal se traakki kre naa ki kisi sahare ke .
Similar questions