Geography, asked by dubeymanikant36, 7 months ago

Pehle ke samay me tadikasur Nanak ek Asur me jab Brahma ki we vardan pakar patal Lok, dharti Lok, aur dwarf Lok jit liya tha tab Indra be Brahma hi we pucha isse Kon mar Sakta hai tab Brahma ki ne Kaha isse sirf shiv ji hi maar sakte hai lekin veh to abhi ghor tapasya me leen hai aap unhe tapasya se utha sakte ho utha lo tab devtao me se Shivaji ko uthane Ka prayas kisne Kiya aur jab shiv ji uthe to unme us devta ko bhasm Kar Diya

uss devta Ka naam batayiye kisne shiv ji ko tapasya se uthaya

Answers

Answered by ks6375523070
1

Answer:

kamdev

Explanation:

jab devraj indra shiv ki ko tapasya se utha na paye to narad ji ne unhe kamdev ke pass Jane ke unse bhawana shiv ki ko tapasya se uthane ko bola tab kamdev aur devi rati dono Gaye aur shiv Ji ko uthane ka prays kar rahe the tab ki kamdev ka tie shiv ki ko tisri aankh par Jake laga to jese hi shiv ki ko tisri as kh khuli kamdev bhasm ho gaye phir devi rati ke vilap aur parwati Ji ke anurodk ke karna kamdev ki aatma jiwit ho gayi

Similar questions