History, asked by rajubhariya, 8 months ago

PH ka pura naam ji ka Dainik Jeevan Mein mahatva bataiye Karan bataiye ki Munh copy Hai 5.5 se kam hone per dant kharab Hona Kyon shuru ho jata hai

Answers

Answered by Anonymous
0

Answer:

If satisfied with This answer

Then Mark me as brilliant

Attachments:
Answered by tonystarkironman94
5

Answer:

pH=potential or power of hydrogen

agar pH 5.5 se kam ho to daant isiliye kharab hone lagte hai kyuki humare daant calcium phosphate se bana hota hai jo ki base hai aur jiska pH 7 se kam hota hai wo acid hota hai aur agar acid base ke saath reaction hoti hai toh wo salt aur water produce karta hai isliye agar hum kuch khate hai jiska pH 7 se kam hota hai wo humare basic daanto se react karke salt aur water banane lagta hai jiski wajah se humare daanto me peela pan aa jaata hai usse bachne ke liye hume daily 2 time brush karna chahiye kyuki jo toothpaste hota hai wo basic hota hai aur acidic khane se react karke neutralise ho jaata hai

Similar questions