Biology, asked by AjaySurage, 10 months ago

photosynthesis me mai agar start me 12H2O ke place per agar me 6H2O write Karu to kya hoga... aur second question ye ki final product ke form me jo carbohydrate and O2 create hoti he uska to use ho jaata he per jo saath me H2O Nikali he Uska kaya, vo kis form me nikalegi aur vo nikalegi kyo aur nikalegi to uska use kya hoga, please explain in Hindi and details.​

Answers

Answered by ananyagoswamiana
0

Answer:

6CO2 + 6H2O ------> C6H12O6 + 6O2

Sunlight energy

12h2o hoga hi nahi. yeh 6h2o is hoga hamesha aap 12 nahi like sakte..

carbon dioxide, paani(H2O) aur sunlight ke madad se plants photosynthesis karke glucose aur oxygen banati hai..

glucose unke energy ke liye kaam aata hai aur oxygen humare kaam aata hai breath karne ke liye.

aap shayad confused the

Similar questions