physiological addiction kise kahte hai
Answers
Answer:
Addiction is a psychological and physical inability to stop consuming a chemical, drug, activity, or substance, even though it is causing psychological and physical harm. The term addiction does not only refer to dependence on substances such as heroin or cocaine.
Addiction ek aisa anuvab he jo accha ya bura dono disha me ho skta he.
Agr accha chizon me log addicted ho ,(like apne goal, apne dreams) to accha hota hai yani bada success v mil jati hai aur agar wohi addiction bure chizon me ho jaye to fir jindegi suffering bhi bana deti he.
Isiliye addiction ke parinam depend karega ki addiction kis tarha ka hai. Par han ek aur bat, kam agar accha bhi ho usko dil se karna acchi bat hai par addiction kuch alag level hi mean karte hai.
Kisi bhi chiz se addicted hona acchi bat nhi hai.
Kisi bhi chiz me agar jarurat se jyada attachment ho jaye usiko addiction kehlaya jata hai.
Addiction ek physical aur mental inability hai jo kuch unwanted chizon ke taraf hume attract karte hai aur kuch acche chizon se dur kar dete hai.