Hindi, asked by himmugujjar, 1 year ago

Pitaji ke nidhan Ke Karan padhai Gari rakhne Hetu Vidyalaya se Arthik madad ki Mang karte hue pradhanacharya ko Patra likhe​

Answers

Answered by InnovativeD2
19

I WILL WRITE IN ENGLISH PLEASE CONVERT INTO HINDI

Seva mein,

pradhanacharaya ji ,

(school name)

(city)

date

visha _ pdhai jaari rkhne ke liye|

sri man ji, / sri mati ji,

Nivedan yeh hai ki main apke school ki (class) ki chatr hun. Main apke school mein shuru se hi pdti a rhi hun. Main apni kaksha main hr saal pratham aati hun.Parantu , ek hfte pehle kuch aisa huya ki mere pita ji ki tabiat bhut khrab rehne lagi. Unka kaam bhi band ho gya tha. Ghar main jitne paise the sab unpe lag gye.

Kuch din baad hi unka dehant ho gya .

Hamare ghar mein unke elava aur koi bhi kamane wala nahi hai . pita ji ke bimar rehne karan hamare pass jitne bhi passe the vo sabh ab smapat ho chuke hai . Hame to khane ke bhi ab lale par gaye hai. Is wakat mere school ki fees dene ke liye koi bhi paisa nhi hai. Isleye kripeya krke mere fees maaf kr di jaaye. Main apki abhari rhungi.

Aap ki agayakari,

(name)

(class)

(roll no.)

(Date)

Please mark as brainliest and follow me

Similar questions