Plastic k fayde our lab have
Answers
Answered by
0
Answer:
Explanation:
hum log aaj plastic ki duniya mein hi ji rahe hain. charo aur plastic ka hi samrajya hai. plastic thathu ki tarah mazbooth hai aur rabbad ki tarah naram. isko koi phi aakar diya ja saktha hai. furniture ho barthan ho ya anya upyog ki vasthuen ho sabhi plastic dwara nirmith hone lagi hai. halanki iski sabse badi kami yahi hai ki iska kachra khulta nahi. iske waste se punaruthpadan ttho kiya ja sakta hai lekin usse aasani se nasht nahi kiya ja sakta. athah iske doorgami dushparinamo ko dhyan mein rakhkar hamein plastic ke upyog se yathasambhav bachna chahiye.plastic ke upyog se labh bhi hothe hain aur haniyaan bhi. yah is bath par nirbhar karta hai ki manushya iska sadupyog bhi karta athwa durupyog.
Similar questions