Hindi, asked by atharhussainkhan1175, 2 months ago

please answer
बिना गुरु के ज्ञान नहीं होता' विषय पर अपने विचार लिखिए।​

Answers

Answered by apurvajdhavs11
2

Explanation:

humari pehli guru hoti hai humari maa wo hume hath pakad kar chalna sikhati hai aur dusre guru humare papa jo hume bolna, bade logo ka aadar karna sikhate hai aur tisre guru jo hume humare pathshala mai milte hai jo hume har gyaan dene ki koshish karte hai fir chahe wo pustak mai ho ya fir asli jivan mai ho

guru hi hume bachpan se leke bade hone tak sab kuch baate sikhata hai hume har chij ka gyaan dene ki koshish karta hai hume humari life mai kaabil banane ki koshish karta hai isiliye hume humare guru ka aadar karna chahiye

hume har gyaan humare guru se hii milta hai isiliye kaha jata hai ki guru ke bina gyaan nahi

Similar questions