Hindi, asked by Anonymous, 8 months ago

please answer fast in 15 minutes

i will mark him brainlist who answered me

Attachments:

Answers

Answered by shreya485957
1

Answer:

i)gopiyo ne uthav ko bhagyashaali keh ke Yeh vyang kiya h ki voh bhagyaheen h jo shri Krishna ke paas reh kr bhi unke prem se vanchit that

ii)udhav k vyavhaar ki tulna tel ki gagri or kamal k patte se ki h

iii)gopiyo ne khud ko abla kaha h kyuki vo shri Krishna Se ananyya prem krti h or veh Dinbhar unhi k prem me magn rehti h

2. gopiyo ko yog sadhna kadvi kakdi k saman lgti h jise veh ligal nhi sakti

3.raja ka dharma Apni praja ko khus rkna hota h

4.krishna ne udhav ko yog sadhna lekar gopiyo k paas isliye bheja taaki ab vo unhe bhool Jaaye or yog sadhna me mann lagaye

5.gopiya shri Krishna ki virahagni me jal rhi thi aise me udhav dwara diye gye yog sadhna ne aag me ghee ka kaam kiya

Similar questions