Hindi, asked by sardanaurvanshi, 11 months ago

please answer me now​

Attachments:

Answers

Answered by susannaekka
1

Answer:

ka) shiksha ki pranali badalni chahaiye.

kha) uska sir sharm se jhuk gaya.

ga) yeh ek kathin samasya hai.

gha) tum mujhe apni choti behen samjho.

Explanation:

pehle (ka) vakya mein (ii) ki matra lagna chahiye ...kyunki usme 'pranali' shabd ka prayog kiya gaya hai.

dusre (kha) vakya mein (ud) shabd ki jagah par (jhuk) shabd ka prayog kiya jaana chahaiye kyunki.....humesha sir 'jhukta' hai ...na ki 'udta' hai ...

teesre (ga) vakya mein 'gehri' samsya ke jagah 'kathin' samsya ka prayog kiya jaana chahaiye.. kyunki samasya hunesha 'kathin' ya 'saral' hoti hain..na ki 'gehri' ...

chotthe (gha) vakya mein 'choti-si' behen ke jagah 'sirf choti' behen ka prayog kiya jaana chahiye kyunki... yeh vakya par sahi rahega...(choti -si behen) shabd sahi nahi hai is vakya mein....isliye!!

{ mujhe aasha hai ki aapko mere is uttar ne sahayata ki hogi ..aur agar aapko mera yeh uttar accha laga ho toh ise 'brainliest' mark kar dijiyega, dhanyavad. :). }

Similar questions