Hindi, asked by anna00000, 3 months ago

please answer my question ​

Attachments:

Answers

Answered by B4C
0

Answer:

ainthi is correct answer, hope it helps you

Answered by NanditaNath
0

Answer:

Hope it helps

Explanation:

Aadmi ko ghamand isliye nhi karna chahiye kyunki ghamand karne se aadmi ghamand karne se ek na ek din muh ke bal aakar girta hi girta hain. Hamein dusron ko apne se chota nhi samajhna chahiye, kyunki na jaane kon kab kya-kya chize kar jaaye, humein pataa nhi hota.

Humein ghamnd ko hataa ne keliye yeh thaan lena chahiye ki hum chahe kisi se kisi chiz mein chaahe jitne bhi ache hon par sab kuch mein toh nhi.Humein yeh maan lena chahiye ki ghamand ek bohot buri chiz hain aur yeh thaan lena hain ki humein Voh karni hi nhi hain.

Ghamand karne se pata nhi kisi bhi chiz agar humein karni ati nhi hon ya phir kam aati hon, humein dusron ke saamne sharmindgi mehsoos hogi aur saath-hi-saath dusro ke liye hasi ka patra ban jayenge. Jiskisi ne bhi ghamand kiya hain, usein kabhi bhi kamiyabi haasil nhi hoti.

Similar questions