please answer the question
Answers
Answer:
Swatantra diwas har sal Bharat me 15 August ko manaya jata hai. Yah din hamare desh ke itihas ka ek pavitra hissa hai aur hamare desh ka rastriya parv hai. Isi din hamara desh angrejo see Azad hua tha. Bharat ko apni sawtranta ke liye 200 varsh Tak lagatar angrejo se ladna pada. Sabse pahle 1857 me azadi ki pahli ladai hue thi. Desh ki azadi ke liye jhasi ki Rani ne angrejo se dant khate kiye sardar bhagat Singh ko fansi di gyi aur is prakar n Jane kitne nav yuvako ke pran gye. Aant me Mahatma Gandhi ne desh ko Azad karaya . 15 August , 1947 ko angrejo ne desh ko Puri tarah see Azad kar Diya aur ve sada ke liye Bharat se chale gye. Usi din ki yaad me ham har varsh swatantra diwas manate hai . Isi prakar hamare desh ke itihas me 15 August, 1947 ka din bada mahtvpurn samjha jata hai.
15 August ki subhah prabhat pheri hoti hai . Bharat mata ki Jay aur hamare mahan viro ke naro lagaye jate hai. Sabhi sarkari daftar, college , school aur anye sansthano me prayh 8-9 baje Tak jhanda fahraya jata hai. Police ki parade hoti hai. Delhi ke lal kile par Pradhan mantri jhanda fahrate hai . Phir bachho ko mithaiya bati jati hai. Usi din sabhi school , college aur karyalay band rahte hai. Swatantra diwas ke subh awsar par Kai jagah kavi samnelan aur pratiyogita ka ayojan hota hai. Radio aur TVs par naye naye karyakram sunne aur dekhne ko milte hai. Is prakar subhah see raat 10- 11 baje Tak swatantra diwas badi dhumdham se manaya jata hai.
Yah swatantra diwas hamare hazaro- lakho balidano ki kahani kahta hai. Is din hame Gandhi ka tap , Nehru ka tayag , Subhash ki virta , Bhagat Singh ka balidan aur Tilak- Gokhle ke swabhiman aur anek mahan viro ki anek mahan kahaniya yaad ati hai. In mahan pursho ke samne hamare siir shradha se apne aap jhuk jate hai. Iswar Kare in mahan pursho ka Janam desh me bar bar ho.
Explanation:
Thanks
स्वतंत्रता दिवस भारतीयों के लिये एक बहुत ही खास दिन है क्योंकि, इसी दिन वर्षों की गुलामी के बाद ब्रिटिश शासन से भारत को आजादी मिली थी। चलिये, भारतीय स्वतंत्रता दिवस के इस ऐतिहासिक और महत्वपू्र्णँ दिन के बारे में अपनी वर्तमान और आने वाली पीढ़ियों को निबंध लेखन, भाषण व्याख्यान और चर्चा के द्वारा प्रस्तुत करते हैं।15 अगस्त 1947, भारतीय इतिहास का सर्वाधिक भाग्यशाली और महत्वपू्र्णं दिन था, जब हमारे भारतीय स्वतंत्रता सेनानियों ने अपना सब कुछ न्योछावर कर भारत देश के लिये आजादी हासिल की। भारत की आजदी के साथ ही भारतीयों ने अपने पहले प्रधानमंत्री का चुनाव पंडित जवाहर लाल नेहरु के रुप में किया जिन्होंने राष्ट्रीय राजधानी नई दिल्ली के लाल किले पर तिरंगे झंडे को पहली बार फहराया। आज हर भारतीय इस खास दिन को एक 15 अगस्त 1947, भारत की आजादी का दिन और इसलिये इस खास दिन को एक उत्सव की तरह हर साल भारत में स्वतंत्रता दिवस के रुप में मनाया जाता है। इस कार्यक्रम को नई दिल्ली में राष्ट्रीय स्तर पर आयोजित किया जाता है जिसमें भारत के प्रधानमंत्री द्वारा लाल किले पर झंडा फहराया जाता है तथा लाखों लोग स्वतंत्रता दिवस समारोह में शामिल होते है।
लाल किले पर उत्सव के दौरान, झंडारोहण और राष्ट्रगान के बाद प्रधानमंत्री द्वारा भाषण दिया जाता है जिसके बाद तीनों भारतीय सेनाओं द्वारा अपनी ताकत का प्रदर्शन किया जाता है साथ ही कई सारे रंगारंग कार्यक्रम प्रदर्शित किये जाते हैं जैसे-भारत के राज्यों द्वारा झाकिंयों के माध्यम से अपनी कला और संस्कति की प्रस्तुति, स्कूली बच्चों द्वारा सांस्कतिक कार्यक्रम का प्रदर्शन करना आदि।
इस खास अवसर पर हम भारत के उन महान हस्तियों को याद करते है जिन्होंने भारत की स्वतंत्रता के लिए महत्वपूर्णं योगदान दिया। साथ ही यह उत्सव देश के विभिन्न स्कूलों, कॉलेजों तथा अन्य स्थलों पर भी पूरे हर्षोंल्लास के साथ मनाया जाता है।