Hindi, asked by jitainbhatia, 10 months ago

please do this in hindi ​

Attachments:

Answers

Answered by sk5424469
1

computer ek aisa yantra hai jiske dwara ham anek karya kar sakte hain. computer ko hindi mein sanganak kehte hain. charles babbage ko computer ka pita kaha jata hai kyonki unhone iske vikas mein bahut yogdan diya. pehle computer ko kewal gannayein karne ke liye prayog mein laya jata tha. parantu ab computer pe apne anek karya jaise vartalap, padhai, jankari ekatrit karna itiadi kar sakte hain. aaj ki duniya mein computer ka mahatva bahut hi zyada hai. yeh aapko har kshetra mein upyogi milega. computer ka aavisjkar ek kranti jaisa hai, jisna anekon karya sulabh kar diya hain.

Similar questions