please explain the following with examples. 1) karak 2) samaas 3)visheshan 4) kriya 5)sangya 6)sarvanaam 7) sandhi aur sandhi vicched 8) rudh shabd 9)tatsam shabd 10) tadbhav shabd.please answer quick. all this is in my hindi olympiad booklet and i don't know some of these. i have written the entire syllabus so please explain briefly with all sub parts like sakarmak and akarmak kriya
Answers
Answered by
3
You can refer this hope it helps...
Attachments:
Princessnilofe:
Hmmmm ok
Answered by
4
1)sentence mai used noun or pronoun ka co-relation is karak...
examples-sita kalam se likhti hai.
3)kisi noun ya pronoun ki vishesta batane wale words visheshan kehlate hai..
eg-mujhe kala rang pasand hai..(kala)
4)kaam hona
sakarmak - karm diya ho
akarmak- bina karm ke
karm identify krne ke liye humei karta se 'kya' ques poochna padta hai
eg-mai jaa rhi hu.
q-mai kaha ja rhi hu?
no answer...akarmak
eg-mai bahar jaa rhi hu.
q-mai kaha ja rhi hu? answer-bahar
sakarmak kriya
5)kisi bhi vyakti,vastu,sthaan ya bhaav ke naam ko sangya kehte hai.
eg-vyakti=khushi
sthaan=delhi
vastu=kitaab
bhaav=bachpan
6)noun (sangya) ki jagah use hone wale shabd sarvnaam kehlate hai.
eg-unka naam khushi aur mehak hai.
ve can be used as a sarvam here.
8)rudh shabad woh hote hai jo alag nahi ho sakte hain...jaiski=
'akh' shabd ko tod nahi likh sakte par 'lambodar' shabd ko "lamba+udar=___'
likh ste hai
9)sanskrit ke shabd ko as it is use krna jise ki "dugdh"
10)sanskrit ke shabd ko hindi mai convert krna jaise ki "dugdh=doodh"
hope it was helpful...all the best 4 ur Olympiad and best of luck too....mark as best please...
loads of <3
mehak

Similar questions
Math,
9 months ago
Math,
9 months ago
History,
9 months ago
India Languages,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago