Hindi, asked by raisashaikh0319, 9 months ago

please friends say

I will mark as brainliest ​

Attachments:

Answers

Answered by karannayak2704
1

Answer:

CORONA VIRUS

Corona virus Jose hum (COVID 19) K naam se jante hai , sabse phele hame ye Janna cahiye ki ye virus aaya kaha se hai!!

To Corona virus China k (WUYAN) namak Sahar se aaya hai jaha har prakar k maansh milte hai ,or China ke log bade chow se khate haior waha BAT Jise hum Hindi m chamkadar k naam se jante hai ye tatha saap k maash khake v ye virus aaya haiye .Ye virus saal 2019 k December mahine k phele safta me aaya tha lekin ye virus tab at a fela nahi tha tab sab log ise bird flu ke naam se bulate the.Is virus k chalte duniya k kai bade-bade sehero me iska prabahv, aatank dikha Gaya hai or iske chalte kafi sare log mar gay hai !

Sabse jyada log is virus k chalte mare hai unka naam = 1)CHAINA

2)ITLI

3) SOUTH KOREA

4)IRAN

SABHI DESH IS VIRUS SE PIDHIRTH HAI !

Or iske prabhav hamare Bharat desh me v pada hai lekin hamare Bharat desh me Corona k jyada patient nahi hai!.

HAME KYA KYA SHAVDHANIYA PARAKHNI CHAHIYE !!

Is virus ko falne se rok ne k kai sare chote - chote chije hai Jo hame karte rhena chahiye

1) Khashi ya chinkte samay hame aapni hatho ko apni mhu k paas rakhni chahiye lekin rumaal se!

2) Apne hatho ko har ghunte lag bhag 20 second Tak dhoni chahiye!

3) Apni hatho ko sensitize karte rhena chahiye !

4) Or bhir bhar jaghaho se Jane se bachna chahiye

Aasha karta hu ye jaankari aapke kaam aaye

DHANYAVAAD

Similar questions