Hindi, asked by NajatMeka, 1 year ago

please give me a paragraph in hindi of about 200 words on" anekta me ekta".fast

Answers

Answered by prakriti27
20
anekta me ekta k liye bharat sbse jyada mushoor hai. bharat desh me vibhinn dhram vidyman hai. in sbki ki sanskriti, rhan-shan avam puja krne ja tarika alag hai. dhram manushya ko acchai aur burai ko phchanane me shayata krta hai. kisi dhram nhi kbhi yh nhi kaha ki dusra dharam accha nhi hai. sbhi dharam hmko yh sikhate hai ki hm sbka eshwar ek hi hai. dharam hi manushya ko aaps me jode rkhta hai. manushya k andar burai k prati dr paida krna aur saath hi accha insaan banana dhram k wajh se hi ho paya hai. dharam hi ekta banae rhkne ka madhyam hai. bharat ki ekta ne hamare desh ko smast sansaar ke aage garv se sr uthane ka mauka diya hai. aaj jo bharat hai usne dhrmik ekta k matra ko phchana hai. vh iss baat se parichit ho gya hai ki ydi vh ek ho kr nhi rhega to vh vikas k raste pr nhi chl skta hai. jis prakar lakdi k pure smuh ko ek sath nhi toda ja skta hai, usi prakar hr dhrm k vyktiyon ka ekta k sutr me bandhe desh ka koi kuch nhi bigad skta hai. iss ekta ne bharat ko nayi uchai se jod diya hai. uske liye vikas k hazaron raste khul gae hai. yhi ekta k mantr ka chmatkar hai. vh yhi chahata ki vh pragati kare. uske desh me santi vh prem bhaav bna rhe ye sb dharam ka dikhaya hua ekta ka rasta hai.

prakriti27: pls!! mark as the best
Similar questions