Hindi, asked by anserifatema27, 3 months ago

Please give me answer ASAP..​

Attachments:

Answers

Answered by yashikagupta16
1

Answer:

jab hum apnnno se vida leete h uss samy jo feeling hote h woh bahut difficulty wala hota h

bahut saare log toh vida leete samay yeh difficulty wala feeling ko sahan nahi kar paarte h aur weh log vida nahi le paate h aapnose. for ex:-

mein hostel mein rahate hu aur humara hostel hi humara ghar ho jata h kuki jada month hum hostel mein hi stay karte h maximum 2 months apne ghar ko aate h aur 10 months hostel mein toh hua na hostal as a house . jab mein apne ghar ko aate hu mainly in summar vacation tab uss time mein apne sabhi family member and relatives se milti hu , toh hum jada apno se milne lagte h, enjoy karte h ,picnics karte h bahr ghumne jate h and etc etc. But jab hostel jane ka waqt aata h tab face pe ek alag sa udasi chaahh jate h jab mein ghar se hostel jate hu tum bahut sad wala feeling aata h aur mere maa and auntie toh rone bhi lagti h kuki mere jane ke baat aur mere aur relatives ke jane ke baat ghar bilkul saant ho jata h, aur unka maan bhi nahi lagta h . Lakin khate h na kuch bane ke liye bahut kuch sacrifice karna parta h .

THAT'S WHY ALWAYS WORK HARD

yeh h mere opinion .hope it will be helpful for you

Similar questions