Please give me sentences for the following muhavare:-
1. panchom ungalia ghee mein hona
2.pran hadheli par liye firna
3. banche khil jaana
4.baat ka dhani hona
5.maada danakana
6.mitti ke mol bikna
7.muhtod javaab dena
8. hadiyaar fenkana
9 .peedh dikhaana
10.toot padana
Answers
Answered by
1
1. Ram ki nokari lagi hag gai hai aur salary bhi bahut milti hai. Uski panchon ungalia ghee mein hai.
2. Ram sap pakdne ka kam karta hai. Vah apna pran hatheli pe lekar ghoomta hai.
3. Nayi nokari milne ki khusi mein ram banche khul gayi.
5. Chori ki baat sunkar mera matha danaka gaya.
6. Meri gaya 2 sho rupey me biki. Vah to mitti ke mol bik gayi.
7. Mene saksham ka bata katkar use mooh tod jawab diya.
8. Itni badi sena dekh ravan ne hathiyar fek diye.
9. Jo dusman ko pith dikhata hai vah pran khon deta hai.
10. Ravan ki sena dekh ram ki sena uspar toot padi.
Hey, there i am confused with 4 muhavara.
Hope, this 9 helps to you.
You can make 4th one by understanding the meaning of that muhavara it only requires imagination and word power.
Similar questions