Math, asked by Nikhilrinait, 1 year ago

please give me the answer of of these questions​

Attachments:

Answers

Answered by pari56762
0

Dekho 1 question me humme area nikalna h to hum pehle triangle BAD ka area nikalenge phir hum dusre triangle BCD ka area nikalenge phir hum in dono triangles ke areas ko add kar denge

phir nikal jaega aapka answer

2nd question me humme shaded portion ka area nikalna h

a) pehle hum isme rectangle ABCD ka area nikalenge uske lie hum jo line segment DC h vo bisect h iska mtlb vo aadhi kati hui h to puri DC ki length 60cm h to aadhi ki 30cm ho jaege.

or jo BC h vo 30cm ki h to usko bhi aadha hi kata gya h to uski puri length 30cm h to uski aadhi length = 15cm hogi.

to ab hummare paas 4 chote-2 triangles h unki height 15cm h aur unke base 30cm h. thik h. to ab hum unka area nikalenge . aur uske bad hum un 4 triangles ke areas ko add kar denge to un 4 areas ke add ko hum rectangle ke area me se subtract kar denge to hummare paas jo answer aaega vo us shaded portion ka area hoga

b) ab hum isme subse barre triangle ABC ka area nikalenge uski height hogi AB 3+3=6cm aur uska base hoga 4+4=8cm bas phir is triangle ABC ka area nikal lena phirr hum rectangle NMPB ka area nikalenge aur uski length h 3cm aur uski breadth h 4cm phirr us rectangle ke area ko triangle ABC ke area me se subtract kar denge to hummare paas jo answer aaega vo us shaded portion ka area hoga

c) humme ek rectangle ABCD ka area nikalna parega us rectangle ki length h 50m aur uski breadth h 50+30=80m to hum iska area nikalenge phirr

hum isme dekhte h ki isme do triangles h 1st triangle h subse chote wala uski height hogi 25m aur uski breadth hogi 30m phirr hum is chote wale triangle ka area nikalenge

phirr isme ek subse barra triangle bhi h aur uski height h 50m aur uska base h 65m phirr hum iska nhi area nikalenge

phirr hum us chote wale triangle ka area aur is barre wale triangle ka area dono ko add kar denge aur in dono areas ke sum ko rectangle ABCD ke area me se subtract kar denge aur jo hummara answer aaega vo us shaded portion ka area hoga

I hope this will helps you a lot

Similar questions