please give me the summary of beti ka dhan lesson by munshi premchand
Answers
Answered by
23
Sukkhu chaudhery ek dhani kissan the.Uske teen putra aur ek beti thi.Jab tak wo kheti karte aur dan kamate rahe tabtak sab theek rha.Gaon main Jhagdu sahu the jo Sukhu ki prasidhhi se jalte the.Sukkhu ka gaon main khasa dabdaba tha.Sukkhu Chaudhery ne teeno beton aur beti ka vivah ker diya.
Per jab wo vridh ho gye tab unse kam karne ki stithi nhi rahi.Per unper Jhagdu sahu ko kuch paise wapas dene the.Sukkhu paise lautane main asamarth the.Unke beton ne bhi paise dene se mana ker diya.Per beti se pita ki halat dekhi nhi gyi usne apne gehne gir vi rakhne ko de diye.Per jab Jhagdu Sahu ko pta chala ki Sukkhu ki itni buri halat hai to unka mann pighal gya.Unhone Sukkhu ka karza maaf ker diya
Similar questions