please give me the summary of netaji ka chasma?
Answers
Answered by
42
nagar palika us kasbe me bohot Kuch kaam karti thi to ek din usne netaji ki murti banane ka kaam ek acche se kalaakaar ko diya. us kalaakaar ne murti to banayi par us murti par chashma lagana bhool gaya. to ek din haldaar sahab us kasbe se gujarte hue dekha ki murti par chasma hi nhi he. vo ek acche deshabhakti the unhe aisi adhuri murti acchi nhi dikhti to vah udaaass ho kar vahan se Chale jaate he, Dusre din us murti par chashma laga hua rehta hai to vo chauk jaate he aur paanwale se puchte he ki is murti ko chashma Kisne lagaya to paanwala kehta hai ki captain chashme wale ne. phir agle din dekhte hai to chashma dusra hota he roz roz chashma badalte rehta hai to vah paanwale se puchte he ki kyun ye chashma wala badal raha hai to paanwala bolta hai ki giraak aakar chashme wale ko murti par lagi Hui frame mangte hai to vah chashme wala murti se maafi mangte hue chashma nikaal leta hai aur dusra frame chadhadeta hai. phir Kuch din baad haldaar sahab us kasbe se gujarte to dekhte hai ki us murti par koi bhi chashma laga hua nhi hai aur vah jaa kar paanwale se puchte he ki kyun is murti par chashma laga hua nhi ha to paanwala bolta hai ki captain chashme wala Mar gaya to vah haldaar sahab Kuch nhi bolte aur kasbe se Chale jaate phr irada karlete he ki us kasbe se kab hi nhi jaaenge. par aadat se majboor vah us kasbe se gujarte hue dekhte he ki us murti par lakdiyon se bana hua chashma chote bacchon dwara lagaya hua dekh kar bohot prasann ho jaate.
marguriy1800:
If u like my answer plzzzz click on thank u button
Answered by
0
Answer:
your answer is the attachment
Attachments:
Similar questions