Hindi, asked by miteshmsolanki032, 3 months ago

PLEASE GIVE RIGHT ANSWER​

Attachments:

Answers

Answered by riya169812
1

Answer:

Title - Lobh ka phal

Ek bhikari ek chote se shehar me rehta tha. Woh roj mandir me aate jate logo se bhikh magta tha aur ishwar se prathana karta tha ki uski kismat badal jaye and uske pas bohot dhan aa jaye . Ek din uske samne ek devi prakat hui. Usne Bhi kari se bola ki devi ko uska dukh deka nahi ja raha tha isliye wo uske samne prakat hui hai. Devi ne kaha" Jo bhi tu me chaiye mango me tumhe de dungi". Bhikari ne devi se sone ke sike ki mang ki. Devi ne bhikari ko bola ki wo sike ek shart pe degi. " Yadi tum un siko ka sahi se upyog karoge to hi me tumhe sike dungi " Devi ne kaha. Bhikari ne shart ko manliya. Bhikari ne ek thele ko nikala aur Devi usme paise bharte gai. bhikari aur paise chahta thaa aur ant me theli phat gai Sare sike neche ghir kar miti ho gaye. Bhikari ko sikh mili

Moral - lalach buri bala hai

Similar questions