Hindi, asked by harshitaraghuvanshi0, 2 months ago

Please guys help me in this.

(No spamming)​

Attachments:

Answers

Answered by riavnisingh16
2

Answer:

Diwali..

1) Diwali mera priya tyohaar hai.

2)Main har saal iss tyohaar ko bare khushi aur ullas se manati hoon.

3)Iss tyohaar ko "roshni ka tyohaar" bhi kahate hai.

4)Iss din sabhi ke gharo me achchi achchi aur mithi mithi pakwaan banti hai.

5)Bachche patakho se iss tyohaar ko aur vi chamaka damaka dete hai.

6)Hum apne apne gharo me diya aur roshni dene wale batti bhi jalate hai.

7)Iss din hum apne gharo me maa laxmi aur Lambodar ji ki aathi karte hai.

8)Maa laxmi jinki puja karne se ghar ki dhan vridhi hoti hai tatha Ganesh ji ki puja hum koi bhi shubh karya shuro karne se pahale karte hai.

9)Hum bhartiya iss tyohaar me apni koi bhi kasar nhi chorte hai.

10)Issi prakar hum har saal apne gharo me inka swagaat aur visharjan karte hai.

Hope it is helpful for you!!

Have a nice day DEAR!!

THNKYOU!!

Similar questions