please help me with these 2 questions it's urgent!
Attachments:
Answers
Answered by
1
1. nukte hindi shabdon me lagne waale bindu ko kehte hain. nukte k use se sabdon ka uccharan (pronunciation) badal jaata hai.
Example ज = ज़
is question me ताज़ा और इस्तीफ़ा words me nukton ka prayog kiya gaya hai.
2. Jab hum hindi k kisi word k pronunciation me naak ka prayog karte hai ya bola jaaye ki us word ka pronuntiation naak (nose) se hota hai to us word ko anunasik kehte hain
aapke question me गँ, सँ, आँ,साँ me lage hue chandra bindu ko kahenge.
ummid hai ki aapko is se madad mili hogi
devendrappakk352:
Thanx a lot for the explanation
Similar questions