Hindi, asked by msmit5826, 3 days ago

please tell me answer​

Attachments:

Answers

Answered by pradeepkrjha57
1

Explanation:

1) Guruji ne shishyo ko maidaan mein aur daurne ke liye bulaya tha.

2) shishyo ko surang mein nukile pattharo ka samna karna pada.

3) Guruji ne shishyo ko surang mein pade hire de diye kyunki unhone dusre baccho ki madat ki thi.

4) yeh daur zindagi ki sachhai batati h ki jo vyakti is daudti duniya mein dusro ka bhala karte hue aage badhta h vahi saccha vijeta hota h.

5) "vijeta ki paribhasha".

Similar questions