Hindi, asked by Danlas9130, 1 year ago

please tell me the difference between kartrivachya, karmavachya and bhav-vachya...

Answers

Answered by shivani12320
2
Kartavachya : jin vakyo me karta ki pradhanta hoti hai or kriya ka vidhan karta ke ling vachan ke anusaar hota hai, use kartavachya kahte hai.

For example : surya chamak raha hai.

Karmavachya : jis vakya me kriya ke ling or vachan karma ke anusaar hote hai, vachya bindu karta na hokar karma hota hai, use karma vachya kahte hai.

For example : ram ke dwara dudh piya jata hai.

Bhav vachya : jin vakyo me vachya bindu na karta ho, na karm ho balki kriya ka bhav hi mukhya ho, use bhav vachya Kehte Hai.

For example : mujhse chala nhi jata.



Hope it is helpful.
Similar questions