please urgent... guys answer this question mera koi exam nhi ye question kisi or ne pucha tha but kisi ne bataya nhi isliye mene apni I'd par post kar diya àgar kisi ko aata hai to please answer this question . mujhe nhi pta ye kon si class ka hai I don't know....
Answers
Answer:
meri class ka hi ha
Hindi typing slow ha plzz english me manage kar lo
Iss kavita ke madhyam se kavi ne smag me ho rhe jaat ke atyachar or unki bhedbhav ka burai kiya ha
Nhi vartman smaye me Asa kuch ni iss kavita ke anusar ladki ke pita ko choti jaat ka bta kar usko devi ma ke mandir se nikal diya aj ke smaye me asa bhedbhav pe sakt rok ha
Explanation:
Tanvi bhen ye class 9 ki hindi ka chapter ha ak full ki chah jisme ak bachi marne se phle devi maa ke full ki chahat raktih ha apne pita ke samne
In hindi introdution=कविता में कवि ने समाज में व्याप्त छुआछूत की पीड़ा को एक कथा के माध्यम से समझाया गया है . पूरे गाँव में महामारी फैली हुई थी . एक पिता अपनी बेटी सुखिया को घर से बाहर खेलने जाने से रोकता है ,लेकिन बेटी नहीं मानती और बुखार से पीड़ित हो जाति है .