Hindi, asked by vishasa6si5vasal, 1 year ago

Please write me a slogan on " nari suraksha " and " bal majduri ".

Answers

Answered by akhilesh6
0
nari suraksha-bharatvarsh me nari ko devi ka darja diya gaya hai aur isska arth hai devi ki suraksha .
suraksha ki bat kahi jaye to sarvpratham nariyo ko shikshit karna hoga isase unaka atmsammab bhi badhega aur unaka confidense bhi.
sarkar dvara bhi kai yojnaye is par kam kar rahi hai jaise
beti bachao,bati padhao/kanya vidya dhan /mahila shashakti karan aadi.
bal majduri-bal majduri sunane me hi kitna anibhigya lagta hai
bal majduri ko dur karne ke liye family aur sarkar dono ko dhyan dena jaruri hai
bachho ko siksha dena bahut jaruri hai aur ho sake to garib aur madhyam varg ke bachho ko nihsulk siksha aur bhojan pradan kare.
koi bhi bachha apne man se majduri nahi karta hai ya uski majburi hoti hai ya phir ussase jabaran karvaya jata hai...

Similar questions