Hindi, asked by deepsidhu9605, 7 months ago

please write this story
its too urgent​

Attachments:

Answers

Answered by jassirai2
1

Answer:

Ek Gaon Mein Akal a gaya tha sab log Bhookh Ke Mare Mar rahe the kisi ko bhi khane Peene Ki chijen Nahin mil rahi thi log Bhookh se Behaal ho gaye the Usi Gaon Mein Ek Amir aadami tha vah swabhav se bahut Udhar tha usne bacchon ko Roti khilane Ka Faisla Kiya Ek Roj bacche Aate aur rotiyan pane ke liye Chhina Jhappi karte tabhi Ek Chhoti ladki apni Bari Ka Intezar Karti e Rahi ant Mein sabse Chhoti Roti milati hai use Amir aadami Uske Dar se prabhavit tha aur usne use Puraskar karne ke bare mein Socha usne Roti Mein 200 rupaye Rakha 200 sabse Chhoti Roti mein ladki ko paise Milte Hain aur use Amir aadami Ko Lauta Deti Hai vah uski imandari se prabhavit hota hai aur use 200 Adhik rupaye de deta hai

Is Kahani ka shirshak hai imandari

aur is Kahani se Shiksha milati Hai Ki Hamen Hamesha Imandar aur dayalu Hona chahie

Similar questions