Pls any important question for hindi 10th board exam for Tomorrow
Answers
1) Bharat maa ke prakritik soundarya ka varnan kijiye.
2) aajkal shikshit samaj mein kis ke bare mein vichar Kiya jata hai.
3) dukandar ne apni naukar se Kya kaha.
4) saib ki halat ke bare mein likhiye.
5)Gillu ke karyakal aap ke bare mein likhiye.
6) Gillu ke prati mahadevi Verma ki Mamta ka varnan kijiye.
7) dinkar ji ke anusar manav ka sahi parichay kya hai.
8) Abdul Kalam ka bachpan bahut hi nischinta aur sade pan mai bitne ke Karan likhiye.
9) jainulaabuddin namaz ke bare mein kya kehte hain.
10) basant aur Raj Kishore ke manav vyavahar ka parichay dijiye.
11) social networking ek kantakari khoj he kaise.
12) sammelan mein lekhak kaun kaun se anubhav hue.
13) manushya ke liye Shakti prapti kab sambhav hai.
14) samay ka sadupyog kaise karna chahiye aur Kavita ki intim 4 panchiyon mein kavi Kya Kahana chahte Hain
15) dheeraj saxena ko buddhiman robot ki jarurat kyon thi aur vigyan Katha ka saar likhiye.
16) dakshini shikhar par chalte samay bache indri ke anubhav ke bare mein likhiye.
17) karnatak ke prakritik soundarya ka varnan kijiye aur Karnataka shilpakala ka parichay dijiye.
18) gaon ko adarsh gaon kaise banaya ja sakta hai.
19) Shani ka nirman kis prakar hua hai
20) jhoot bolne wale ki halat kaisi hoti hai aur Satya kya hota hai uska Roop kaise hota hai.
21) meena madam nee chhatron se ant mein kya kaha aur aur akul ne meena madam se Kya kaha.
That's what n reffer the lesson which I HV not given questions....