Pls give me the summary of thop in Hindi
its urgent
preparing for the examination
Answers
Answered by
0
https://www.studyrankers.com/2015/08/study-material-and-summary-of-top.html?m=1
Follow the link
Answered by
1
Thop Kanpur k company baag me Virasat ki tarah Sambhal k Rahi h .yah 1857 k yudh me Britishers ne use ki thi Indians ke khilaf. Yah saal me do bar 15aug Ko aur 26 Jan Ko chamkayi jati h because they are national holidays . Bahut se log thop Ko dkehne aata h . Thop ne kayi surmao ke means kayi mahaviro ko hara diya tha. Lekin ab vah koi Kam ki nahi h ya to us par bacche khelte h ya phir chidiya baate krti h . Poem ka moral ye h ki koi kitna b strong kyu n ho ek n ek din vo b harta h us strong Insaan Ko b chup hona padta h jaise thop chup ho gyi h.
Similar questions