Hindi, asked by muhammadmujthabah, 11 months ago

pls help me...u will get 10 marks​

Attachments:

Answers

Answered by 00002023
0

Answer:

1     hme samay ki kadar karni chaiye kyoki ek bar gya hua samay vapas lot kar nhi ata hai .to jo aaj ka kam hai use kal par mt chodo use aaj hi balki abhi karo. agar tum samay ki kadar karoge to samay tumhari kadar karega.

2   labh

1 jo samay ke anusar chalta hai vo jarur safal hota hai

2 samay ke liye bola gya h ki ye kisi ka saga nhi hota isse banana padta hai

3 jo mehnat karte hai vo balwan hote hai

3 hani

1 jo sovat hai vo khovat hai yani mehnat krne ke samay par sona mana hai vrna zindagi bhr roege

2 jo samay ke value nhi samajta samay uski value nhi karta

3 tabhi bola gya hai -

                ab pachtaye kya hot jab chidiya chug gyi ket

to mehnat or time ki respect karo

Explanation:

Similar questions