India Languages, asked by agnivrastogi, 8 months ago

Pls solve the above.

Attachments:

Answers

Answered by Yajurvedtiwari
1

1. ) kriya ke jis roop se uske hone haa karne ke samaya ka bodh ho use kaal kehte hai

kaal teen tarah ke hote hai

1. bhootkaal

2. bhavishyitkaal

3. vartamaankaal

Explanation:

2.) jo vaakyaansh apna shaabdik arth. chodkar ek vishisht arth mai. rich ho jaate hai ve muhavre kahlaate hai. thatha . lok me prachaalit kahaavate

lokokti kahlaate hai .

3.) muhaavre

a. baay haat ka khel - bahut saral kaarya. - yaha kaam toh mere baay haat ka khel hai

b. hava ho jaana - gaayab ho jaana - vaha nakaabposh chourahe sai hava ho gaya

c. haath failana - yaachna karna - bhagvaan na kare ki tumhe khabhi kisi ke saamne haath failana phadhe .

d. naak ragadnaa - badi deenta sai prarthna karna - vah dekho vah bhachcha bado ke saamne naak ragadrha hai

e. makhkhi marna - much kaam na karna - vah dekho vah ladka hamesha makhkhi marterehat hai

lokokti ki aap hi dekhlo mai thak gaya likhte likhte

Similar questions