pls solve the following unseen passage it's urgent
Answers
Answer:
Hey friend, answer is follow. If it helps please mark as brainlist.
Explanation:
(क) = shiksha ki shakti ko grahan karke hi manushaya sahi arth mein apni shamtaon ka uchit upyog karna tatha agyan ke andhakar se nikalkar gyan ke prakash ki aor badhna seekhta hai.
(ख) = pashchatya shiksha padhatee ka anukaran karne ke karan manav apni shiksha aur sanskriti ko bhul rahein hain aur naitikta ke patan ki aor agrsar hain.
(ग) = neeti arthat sahi disha - nirdesh, jo manushaya ke aage badhne ka madhyam hoti hain. Shiksha manushya ka samyak uthan karti hai. Neeti bhi mul roop se shisht aachran ka hi disha- nirdesh karti hain. Iss prakar shiksha aur neeti ka mukhya uddeshya ek hi hai.
(घ) = shiksha kisi manushya ko sahi arth mein apni shamta ka upyog karna, agyan ke andhakar se bahar nikalkar gyan ke prakash ki aor badhna sikhaati hai. Shiksha dwara hi gyan aur agyan ke madhya antar ko samajhkar hi manushya sahi disha ki aor badhta hai tatha samyak gyan ke prakash mein jivan ka sarvaangeen vikas kar paata hai.
(ड़) = shiksha kisi bhi desh ki vikash prakriya ka ek abhinn ang hai, isliye manav samaj mein ise uchha prathmikta di gayi hai.
I worked very hard for it and I hope it will help you.
Answer: First ka answer sabse niche diya hai .
Explanation: please mark it brainlist