Hindi, asked by anonymous1, 1 year ago

pls tel me a poem on hariyali

Answers

Answered by Anonymous
8
hariyali aai hai is jagat main khushiyaan laai hai
dur dur ke kheto tak dekho har jagha (place) ye chaai hain
hasmukh hariyaali logo se aalas mita ti hai
is dharti ko aur shaandar banati hain
faili hai kheto main door tak 
makhmal hariyali
lipti hai jisse suraj ki kirane 
chandi ki si ujli jaali
romanchit se lakti vasudha aai jo ghehu (wheat) main baali
arhar  ki sone ki 
kinkinya bhi hai shobhasaali
dekho ye hariyaali kitni sundar hai
to aao sab log milkar ped (trees)lagaye
is dharti main sukh shaanti laye

Anonymous: hope it helped u
Similar questions