Hindi, asked by XxPrAtEeKxX, 1 year ago

Plz answer answer answer.....

Attachments:

Answers

Answered by 7860423598
0

Answer:

Explanation:

SAKARATMAK:-

filmo se logo ke aarthik , samajik aur dharmik jeevan per gehra prabhav pada

hai. filmo ko dekhkar logo me aage badne ke liye protsahan badta hai aur woh kuch naya karne ki sochte hai. unki sochne ki chhmta badti hai.

atah filmo se logo ke jeevan me gehra prabhav pada hai.

NAKARATMAK:-

aur jaha tak mujhe pata hai ki duniya me jitni bhi vastuyei hain ya jitni bhi achi cheeje hai to unke vipreet utni hi buri cheeje bhi hain. isliye mera manna hai ki agar filmein hamare jeevan me aage badne ke lie protsahan badati hain to kuch log filmo ki achi baate chodkar buri baato ka asar apne uper jyada hone dete hain jaise - dwesh , jalan ki bhavna rakh lete hain dooro ke prati..

Answered by thakurekta0712
0

Answer:

Only one chapter of the year of the year of the year

Similar questions