plz answer this guys....
तताँरा - वामीरों की प्रेमकथा निकोबारियों के घर-घर क्यों सुनाई जाती
है ? (30-40 शब्दों में)
best answer will be marked as brainliest
Answers
Nicobariyon ka Vishwas tha ki pahle Andaman Nicobar donon ek hi the , do hone Ke Piche tatara vamiro ki lok Katha prachalit the yah donon Prem Karte The donon Ek Gaon Mein Nahin The. Isliye Rati ke anusar Vivah Nahin ho sakta tha .rodhiyon Mein jhagada hone ki Karan Hua , tatara Kuchh Kar Bhi Nahin Sakta tha use atyadhik krodh aaya aur usne Krodh Mein Apna apni Talwar Dharti Mein Gad di aur use khinchte Hue Dur bhagta Chala Gaya isase zamin do bhagon mein bat Gayi Ek nicobar aur dusra Andaman
tatara vamiro ki tyag mayi mritu se logon ke bich ke sambandh jud gaye
is Prem Se Vivah sambandh Aur Logon ke bich aapsi sambandh acche Hone Lage isliye Lok Katha ke bad unhone use Pyar Ko Yad rakha , lok Katha Parampara ke anusar sadiyo se Chali aa rahi hai jo bacchon ko Sunaijati Hai
Answer:
मित्र
तताँरा-वामीरो कथा' एक प्रेमी युगल की दुखद प्रेम कहानी है। इसके लेखक लीलाधर मंडलोई हैं। समाज के कल्याण में कई बार, कई लोगों को अपने प्रेम का बलिदान देना पड़ता है। उनका बलिदान व्यर्थ नहीं जाता और समाज के सोचने की दिशा में परिवर्तन आता है। यह परिवर्तन आने वाली पीढ़ियों के लिए जीवन के नए मार्ग खोल देता है। प्रेम जीवन को नई दिशा देता है। प्रेम का कार्य है लोगों को आपस में जोड़ना। उनकेे सच्चे प्रेम को देखतेे हुए उनकी कथा घर घर में सुनाई जाती है।
Explanation: