Hindi, asked by sanjusahani031, 4 months ago

plz answer this i will mark as brainlist and i will follow you ​

Attachments:

Answers

Answered by Anonymous
2

Answer:

Explanation:

1) ishvar 1 sacchi aatma hai..ishvar bas 1 naam hai lekin asliyat mei vo 1 sacchi aatma hai jisme chal kapat bilkul nahi hai..na ghamandi hai..na chalaak..aur na hi matlabi..

2) ye koi nahi jaanta ki janm se pehle ham kya the..vo insaan pr nirdharit hai..ki insaan ne agar acche karm kiye hoge to aaj unki zindagi sukh dayak hogi..aur vahi agar kisi ne chal kapat kiya hoga to unki zindagi aaj kathin..aur mushkil hogi..insaano ki galti nahi hai ..kyuki kisi ko kya pata kon kaha janmatha..kisko pata ki ambani kaha janma tha pichle janam mei..

3) mrityu ke baad hamaari aatma aazaad ho jaayegi..aur fir vo aur dosra janam legi

4) haa..agar ham sacchi shraddha seunhe maane to vo hame dikhege to nahi parantu hame unke hone ka aehsaas hoga..aur dusri taraf agar koi bhagwan ko maane hinahi to uske liye bhagwan kuch nahi..un logo ko bhagwan nahi dikhenge sirf sacchi aatmao ko..acche gun vaale logo ko bhagwan ke hone ka mehsoos hota hai..

MUJHE PATA HAI KI AAP ITNA BADA ANSWER NAHI LIKH SAKTE BUT AAP INHE PADHKAR CHOTI CHOTI LINES ME LIKH SAKTE HO...MENE YE KHUD LIKHA HAI KYUKI MEIBHAGWAN KO MAANTI HU..MEI CHAL KAPAT NAHI KARTI AUR..BURI BATO..AUR BHOOT PRET MEI VISHVAS NAHI RAKHTI..HOPE U LIKE SO PLS MARK ME AS BRAINLIEST , FOLLOW ME , RATE MY ANSWER..ETC

Similar questions