plz anwer this 8th
hindi question
Attachments:
Answers
Answered by
1
bhedbhaw ke karan samaj me ekta nast hogi manusya se manusya ka aapsi prem nhi reh jayega.. ager sabhi log ek dusre ko apne hi jesa samjhe chahe jitni bhi badi musibat. ayye ooska samna aasani se ek sath ker sakte h or ager hm ek dusre ko khud se niche samjhe bheddhwa rakhenge to log kabhi bhi ekta ko nhi bana payenge ek dusre ko apmanit karna logo ki adat ho jayegi or log apne se niche log ko bs pase or jat ke liye samaj me gandgi or nafrat faylaenge.......logo ko ager sab ek jesa samjhe to hmara desh vikas or unnati karega sab apni takaq se desh ko saflta tak pahuchayenge.
Similar questions