Hindi, asked by Bajwa302, 1 year ago

Plz help me.i will mark uh brainlest

Attachments:

Bajwa302: Jaldi answer kardo plz

Answers

Answered by deekshantsinghal7996
1
Ram: are mohan dekho yahan kitni gandgi h

Mohan :Haan Ram ise gandgi ki wajah se Bharat ko ganda kaha jata h.

Ram : pr ab bas bahut ho gaya hame es gandgi ko hatana hoga

Mohan : Haan esa hi karna hoga.

Ram : are tumhe pata h ki Modi ji ne swachta abhiyan chalaya he taki Bharat swach ho sake.

Mohan : ek upay he. ham is kude ko fenkne walon ko Swachh bharat abhiyan ke madhyam se sachet kar sakte hen.

Ram : ab swachta abhiyan hi bharat ko swachh bana sakta h

Mohan : hame yeh kosis karni hogi ki yeh abhiyan puri tarah safal rahe
Similar questions